Millions of books in English, Spanish and other languages. Free UK delivery 

menu

0
  • argentina
  • chile
  • colombia
  • españa
  • méxico
  • perú
  • estados unidos
  • internacional
portada Sangharsh.....Jindigi Ki.....!!!!! / संघर्ष.....जिंदगी की...!!!! (in Hindi)
Type
Physical Book
Publisher
Language
Hindi
Pages
148
Format
Paperback
Dimensions
20.3 x 12.7 x 0.9 cm
Weight
0.17 kg.
ISBN13
9781637144763

Sangharsh.....Jindigi Ki.....!!!!! / संघर्ष.....जिंदगी की...!!!! (in Hindi)

Nidhi Gupta (Author) · Notion Press · Paperback

Sangharsh.....Jindigi Ki.....!!!!! / संघर्ष.....जिंदगी की...!!!! (in Hindi) - Gupta, Nidhi

New Book

£ 16.97

  • Condition: New
Origin: U.S.A. (Import costs included in the price)
It will be shipped from our warehouse between Friday, July 12 and Friday, July 19.
You will receive it anywhere in United Kingdom between 1 and 3 business days after shipment.

Synopsis "Sangharsh.....Jindigi Ki.....!!!!! / संघर्ष.....जिंदगी की...!!!! (in Hindi)"

Isss kitab me teen kahani hai "" Gunaho ka pratishodh;jarurt;aur Nanha masum bhag do; Gunaho ka pratishodh kahani h rakshita, aaniket aur vipin ki, vipin, rakshita aur aniket se un gunaho ka pratishodh leta h jo un dono ne kabhi kiya hi nhi tha aur rakshita ne vipin se usi pratishodh ka apna pratishodh leti hai, Rakshita ke pita ne us par bharisha nhi kiya jiska dukhad khamiyaja unsw jude huye sabhi logo ko bhugtna pdta hai. Jarurat kahani hai ridhima, reema aur vineet ki jo ant me roma se ho kr gujrti hai, ek najayaj jarurat ke karan un sb ki jindgi idher-udher ho jati hai, aur aant me ridhima air vineet maut ko gle lga lete hai, jo sukun jo shanti thi phle unke jeevan me wo keval ek gair jarurt ko pyr krne me khatam ho jaga haihai. Nanha masum yaha kahani bhag go hai, iss kahani ka pahla bhag meri dusri kitab ( uski galti mera gunaha ) me hai, yaha ek ase 8 sal ke chhote bachhe ki kahani hai jiske maa bap use bech dete h aur fir vaha dar-dar bhatakta hai, use hero bnne ma bda khavab hota hai, isiliye vaha Mumbai pahuchna chahta hai, vha Mumbai pahuch to jaga h par anjane me pahuchta hai, bahut kathinaio ko paar karne ke bad, bahut kuch sahne ke bad vha hero to nhi par han vha ek charchit chahera jarur ban jata hai, uske haar na manne vaka jajba hme prerit krta hai jeengdi ko usi rang me jeene ka jisme ham jee rhe hain. Ummeed hai ki isss kitab ko aap sabhi apna pyar aur vakr jarurr dende......!!!! Dhanyvaad!

Customers reviews

More customer reviews
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)

Frequently Asked Questions about the Book

All books in our catalog are Original.
The book is written in Hindi.
The binding of this edition is Paperback.

Questions and Answers about the Book

Do you have a question about the book? Login to be able to add your own question.

Opinions about Bookdelivery

More customer reviews