Origin: U.S.A.
(Import costs included in the price)
It will be shipped from our warehouse between Friday, July 12 and Friday, July 19.
You will receive it anywhere in United Kingdom between 1 and 3 business days after shipment.
Vividh Aayam / विविध आयाम (in Hindi)
Shukla, Rahul
Synopsis "Vividh Aayam / विविध आयाम (in Hindi)"
Prastut kriti 'Vividh Aayam' yuva man ke dard tadap, samajik patan ki pida ke saath unki aashaein aur aakanshyein bhi maujood hain. Yuva kinkartyavimoodh hokar khud ko kosta hai to kabhi visangatiyon bhare is samaaj ko, aur jab uske komal man ke tantu khanakhana kar tootate hain, to antaratma se kavita nikalti hai jo yuva man ka bodh karati hai. ""kaise mein geet suna doon, babu priyatam shona kejab vishwa me lashon ke dher lage korona sekaise mein jashn mana loon, bharat ki pakistani newton parchand dino ki thi shadi, ab yadein hain bistar ki salvar par"" samaaj me ho rahe beta aur beti ke bhedbhav n karne ka aagrah kiya hai""he manav! beta sundar hota hai, par bitiya to hai sundaratambeta beti hote ek saman, prakrit ki har rachna nirupam"" apni sahridayata aur sundarya prem ka parichay kuch is prakar diya hai""tum mera jeevan mandir, jaise roz karun puja archanhar saans me hai basta mere, tere sparshon ka spandan""